31/08/2026
Har saal 31 August ko duniya bhar mein ๐๐ง๐ญ๐๐ซ๐ง๐๐ญ๐ข๐จ๐ง๐๐ฅ ๐๐ฏ๐๐ซ๐๐จ๐ฌ๐ ๐๐ฐ๐๐ซ๐๐ง๐๐ฌ๐ฌ ๐๐๐ฒ (๐๐๐๐) manaya jata hai. Yeh din sirf ek tareekh nahi, balki un tamaam pyaron ko yaad karne ka waqt hai jinhein humne drug overdose ki wajah se kho diya, aur un families ke dard ko mehsoos karne ka din hai jo is dukh se guzar rahe hain.
Sub se pehli baat nasha ya addiction koi moral failure ya aib nahi hai, yeh ek health issue hai. Samaj ki sab se bari rukawat 'stigma' ya log kya kahenge ka darr hai. Jab tak hum khul kar baat nahi karenge, madad maangna mushkil rahega.
๐๐ ๐๐ซ ๐๐๐ฉ ๐ฒ๐ ๐๐๐ฉ๐ค๐ ๐๐๐ฌ-๐ฉ๐๐๐ฌ ๐ค๐จ๐ข ๐ข๐ฌ ๐ฆ๐๐ฌ๐ฅ๐ ๐ฌ๐ ๐ ๐ฎ๐ณ๐๐ซ ๐ซ๐๐ก๐ ๐ก๐๐ข, ๐ญ๐จ๐ก ๐ฒ๐๐ก ๐ฃ๐๐ง๐ง๐ ๐๐จ๐ก๐๐ญ ๐ณ๐๐ซ๐จ๐จ๐ซ๐ข ๐ก๐๐ข:
๐๐ฅ๐๐ฆ๐๐๐ญ (๐๐ข๐ ๐ง๐ฌ) ๐ฉ๐๐ก๐๐ก๐๐ง๐๐ข๐ง: Behoshi, saans lene mein shadeed dushwari ya ajeeb aawazein aana, chehre/honton ka neela ya grey parhna, aur aankhon ki putliyon ka bohat chota ho jana.
๐๐ฆ๐๐ซ๐ ๐๐ง๐๐ฒ ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ค๐ฒ๐ ๐ค๐๐ซ๐๐ข๐ง: Fauran medical help / ambulance ko call karein, agar Naloxone dastyab ho toh dein, aur tab tak us shakhs ke saath rahein jab tak madad na pohnch jaye.
๐๐๐ก๐๐ซ๐ ๐๐๐ง๐๐ข๐ง: Taane dene ke bajaye baat sunein aur rehabilitation ya professional doctor se mashwara karne mein unki madad karein.
Har zindagi qeemti hai aur waqt par li gayi madad kisi ki jaan bacha sakti hai.