06/10/2026
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Pyare Deeni Bhaiyon aur Behno,
Markazus Saqafati Al Islajmia ek deeni madrasa hai jahan masoom bachche Deen-e-Islam ki taleem hasil kar rahe hain.📚📚📚
Afsos ke saath ittila di ja rahi hai ke madarse ka rasan (khane ka samaan) khatam ho gaya hai. Bachchon ke khane ka intezam karna ab bahut mushkil ho gaya hai.💰💰
✅Aap sab se guzarish hai ke Allah ki raza ke liye is nek kaam mein apna hissa dalen🤲👈Aapka diya hua Zakat, Sadqa, Fitra ya Atiya in bachchon ke liye khane ka zariya banega.💰
Rasoolullah ﷺ ne farmaya: "Sadqa dene se maal kam nahi hota."💸👈🤲
Aapka chhota sa ta'awun bhi Allah ke yahan bahut bada ajar rakhta hai.📖
📞 Rabta karein: 8777340863
📍 Pata:
Markazus Saqafati Al Islamia,
Shekhpurwa, Andhey ki Chowki, Kakori
Allah Ta'ala aapke maal mein barkat de aur is nek kaam ko qubool farmaye. Aameen.🤲
👉👉Duaon ka Talib🤲🤲
---