25/10/2026
शरद पूर्णिमा की शुभकामनाएं 🌕
Ayurveda isse ritu charya kehta hai — mausam badle toh thali bhi badlo.
Sharad ritu mein pitta badhta hai. Isliye is samay bhaari, tala hua, aur garam taseer ka khaana body par zyada bhaari padta hai. Halka, thanda, thandi taseer wala khaana — yahi is mausam ka niyam hai.
Aur aaj ki raat ki chaandni mein thodi der baithna — woh sirf parampara nahi hai. Thoda sa rukna, thanda hona, saans lena. Hamare body ko iski zaroorat hai.
Aap sabko aur aapke parivaar ko shubh Sharad Purnima 🙏
— Dr Shakti Sharma, Nagpur
nutritionistnagpur eywaa indianfestival healthyliving kheer